Saturday, January 01, 2005

Humne Sab Sheyr Main Sawaare The

Humne sab sheyr main sawaare the
Humse jitney sookhan tumhare the

Rang-o-khushbu ke husne-o-koobhi ke
Tumse the jitney istiyaare the

Tere kaulon-karaar se pehle
Apne kuch aur bhi sahaare the

Mere daman main aa gire saare
Jitne tasht-e-falaq main taare the

Jo saaye door charagon ke girdh larzaa hain
Na jaane mehfila-e-gham hain ki bazm-e-jaam-o-suboor

Jo rang har dar-o-deeewar par pareshaan hain
Yahan se kuch nahin khulta ye phool hain ki lahu


Working on something a bit long-winded, meanwhile enjoy Faiz.
Cheers!

Tumsa Nahin Dekha (or should I say Mujhe Nahin Dekhna)

It is New Year’s day, am a bit under the weather and to add to my misery, there is a really pandu (S’s terminology not mine) Hindi movie on the tele. It is a sappy, soppy story about a rich boy and a poor girl. I am probably stating the obvious here, but why are so many Hindi movies so clichéd. Talking about movies, you just have to read Sambar’s take on Veer-Zaara.